Showing posts with label 2 Lines Urdu Poetry. Show all posts
Showing posts with label 2 Lines Urdu Poetry. Show all posts

Andheri Raat Ke Lamhay

Andheri Raat Ke Lamhay
Tamam Hone Tak
Tumhen Hi Sochtay Hain
Subah Se Sham Hone Tak

Dua Karna Kuch Dair Neend Aa Jaye

Bohat Dard Chupa Hay Raat Ky Har Pehlo Mein.
Dua Karna Kuch Dair Ky Liya Mujhe Neend Aa Jaye.

Dekh Tere Baghair Rehne Ki Aadat Nahi

Nafrat Bhi Karo Ge To Aaon Gi Tere Pass..
Dekh Tere Baghair Rehne Ki Aadat Nahi Mujhe.

Mere Ho Ke Jee Lo Na Tum



Jab Tak Main Zinda Hoon
Mere Ho Ke Jee Lo Na Tum
Kuch Hi Dino Ki Toh Baat Hai

Phir Apni Marzi Ker Lena Annu

Suno mein ja tou raha hun

 
Suno mein ja tou raha hun tum se door magar...
Suno jana main tum mein apna app chor jaon ga

Agar Maa Chahe Tu Beti Ki Zindagi He Badal De

Agar Maa Chahe Tu Beti Ki Zindagi He Badal De,,
Bachpan Se He Sikha De Beti Ko Sar Pe Dupatta Krna.

Koi bhi shaks meri nigaho


Koi bhi shaks meri nigaho ko jachta nahe tere siwa
Mai naiy kai baar tum ko ,nazro say hata kr dekha

Mohabbat Kar Ke

Kiya mila tumhaiy saree umar muhabbat kr kay
Bs aik ronay ka hunar ,or aik raato ka jaagna.